zindagi
Aaj yanha to kal wanha,
Aaj choti raat to kal bada din,
Kabhi jeet kabhi haar,
Kabhi nirasha kabhi asha,
Kabhi gum kabhi khushi,
Kabhi rona kabhi hasna,
Kabhi jayada kabhi kam,
Kabhi ladna Kabhi manana,
Kabhi safal kabhi asafal,
Kabhi nafrat to kabhi payr,
Isi ka naam hai Zindagi